please give essay in hindi on

rebublic day


'गणतंत्र दिवस' भारत के इतिहास में इस दिन का विशेष महत्त्व है। आज़ाद भारत का संविधान इसी दिन लागू हुआ था। 200 साल से अंग्रेज़ों ने भारत को अपना गुलाम बनाकर उसका दोहन किया। भारत ने इस गुलामी से मुक्ति 15 अगस्त 1947 को पाई। भारत ने अपने संविधान के लागू होने की खुशी में इस दिन को गणतंत्र दिवस के रूप में मनाया। यह भारत का राष्ट्रीय पर्व है। जिसे पूरा भारत हर्ष व उल्लास के साथ मनाता है। दिल्ली में तो इस दिन खासतौर पर विशेष आयोजन होता है। इस दिन शानदार परेड का आयोजन किया जाता है। दो-तीन महीने पहले से ही इसकी तैयारियाँ आरम्भ हो जाती है। पूरे दिल्ली शहर को सजाया-सवाँरा जाता है। इंडिया गेट, राष्ट्रपत्ति भवन व सभी सरकारी भवनों की खासतौर पर चमकाया जाता है। इस परेड को देखने के लिए सारे देश से लोग आते हैं। स्कूलों के बच्चों द्वारा रंगा-रंग नृत्य प्रस्तुत किया जाता है। रंग-बिरंगी झाकियाँ प्रस्तुत की जाती है। यह त्योहार हमारा राष्ट्रीय त्योहार है। इस त्योहार से हमें अपने देश के गौरवपूर्ण इतिहास का भान होता है।

  • 2

i was not able to type in hindi by my p.c. so i'm giving u hindi words in english spellings....

rashtriye parvo mein 26 january ka vishesh mehatav hai.. savatantrata se purv is din svatantra hone ki pratigya dohrayi jati thi... lekin ab svatantrata milne ke pashchat is din ham apni pragati par drishti dalte hai.. akhil bhartiye congress ke lahor mein 26 january 1929 ko hue adhiveshan mein sarvsampatti se nirnay liya gaya tha... ki ''purn svarajay prapt krna hi hamara mukhye dhyey hai... '' akhil bharteey congress ke tatkaaleen adhyaksh pt.jawahar lal nehru ne raavi nadi ke tat par ghoshna 31 december 1929 tak kar dei.. anyatha 1 january 1930 se hamari mange purn svadheenta ki hogi... is ghoshna ke baad congress dwara taiyaar kiya gaya , pratigya patr padhaya gaya..

 

purn svatantrata ke samarthan mein desh bhar mein 26 january 1930 ko tirange dhavaj ke saath julus nikale gaye aur sabhaye ki gayi... inme prastav pas kr pratigya ki gayi jab tak ham poori tarah svatantra nhi ho jaate hamara svatantrata aandolan jaari rahega.... koi itni badi badha utpan kyu n ho jaye lekin hamara yeh aandolan ab thamne vaala nahi.... is aandolan ke tahat svatantrata ki vedi par anek lalo ka rakt chada , kaiyo ne laathi v goli khaie aur jelo mein jaana pada... ant 15 august 1947 ko desh svatantr  ho gaya... bhartyo ka svatantrata ka sapna aakhir sarkar ho gya....

 

san 1950 mein bhartiye sanvidhan bankar tayaar ho gaya... doctor bhim rao  ambedkar ki adhyakshata mein gathit sameeti dwara taiyar bharteey sanvidhan ko laagu krne ki tithi ko lekar kafi vichar vimarsh kiya gaya... atya 26 january , 1950 ko is laagu kr diya gaya... is din bharat mein prajatantrik shasan ki ghoshana ki gayi .. desh ke sabhi nagriko ko samman adhikar diye gaye... desh ke liye yh din atyant mehtav rakhta hai..

janta mein utsah aur prerna jagrit krne ke udheshye se gantantra divas ke afsar par kendr sarkar sahit sabhi rajye sarkaro ki or se karyakarm aayojit kiye jate hai .. desh ki rajdhani mein yh samaroh vishesh roop se manaya jata hai...

other things u may wrie urself lyk parade hoti h , etc....

  • 1
What are you looking for?