PLEASE GIVE ME THE MEANING OF THE FOLLOWING LINES:
VIDHYUT LE GIRTA HAI BADAL
REFERENCE FROM MADHUR MADHUR MERE DEEPAK JAL BY MAHADEVI VERMA

Kavyitri ne samaj ko ishwar ki bhakti karne ka sandesh diya hai aur kaha hai ke samaj rupi sagar ka hriday jalta hai arthat sukh ki prapti ke liye tarasta hai. Is hriday mein lagi aag ko bujhane ki kshamta sukh rupi baadal mein hai parantu yeh badal bhi vidhyut (bijli) ki chakachound liye hue hai arthat bhautik sukhon ki chakachound liye hue hai. Jabki us aag ko bujahane ki kshamta bhautik sukhon mein nahi hai parantu adhyatmik sukh mein hai jo keval ishwar ki bhakti se milega.

  • 3

हमारी मित्र ने अच्छा उत्तर दिया है, आप उससे सहायता ले सकते हैं।

  • -2
CAN YOU PLEASE EXPLAIN IN VERY SIMPLE LANGUAGE.
  • 0
What are you looking for?