Please help me with this questionfrom kaartuus

मित्र!
आपके प्रश्न का उत्तर इस प्रकार है।-
वजीर अली अवध के नवाब आसिफउदौला का पुत्र था। अंग्रेज़ों ने उसके चाचा के साथ षड्यंत्र कर उसके राज्य को हड़पने का प्रयास किया था। वजीर अली गुलाम बनने को तैयार नहीं था। यही कारण था कि वह अंग्रेज़ों के खिलाफ था। वह चाहता था कि अंग्रेज़ों को अपने राज्य से निकाल दे। अंग्रेज तभी उसे गिरफ्तार करना चाहते थे।

  • 0
wazir ali habib tanveer dwara rachit path kartoos ka mukhya patr h. vah ek bahadur tatha janbaaz sipahi h. uske karnamo ne angrezo ko nako chane chabva diye. colonel kalinj ko uske karname dekh robin hood ki yaad a jati h. veh angrejo ka kattar dushman h aur unhe desh se bahar fenk dena chahta h. veh bohot chalaak h. hafto se jungle m khema dale colonel ne apni badi si fauj se bhi ek akele wazir ali ko nhi pakad paya. jab wazir ali ko 3 lac. rupees salana vajifa na mila to gusse m usne company ke vakil ka katl kr diya aur ajamgarh ki aur bhaagh gya. veh akele hi angrjo ke kheme m pahunch gaya, colonel se kartoos bhi le li aur garv se apna parichay dekar vaha se chala gya. is prakar veh ek janbaz sipahi tha.
hope it is helpful
'
  • 0
What are you looking for?