plsssss give me the summary of 'Chandra gahna se laut ti ber'....plsss its very very urgent...

chandra gahna se laut ti ber namak is kavita mein kavi ka prakriti ke prati gahan anurag vyakt kiya hai. chandra gahna namak sthan se laut te hue kavi ka kisan man kheton ke sahaj saundarya par akarshit ho uthta hai. kavi ko sadharan si chizon mein bhi saundarya ke darshan hote hain. vo pokhar ki halchal, door tak phaili chitrakut ki pahadiyaan, un par uge vrikshon par baithe pakshi aur unke kalrav ko shahri vikas ki teevragati se bachae rakhna chahte hain. prakriti ki chhaon mein vah shanti ki anubhooti karna chahtein hain.

  • 2
What are you looking for?