plz tell me

rekhankit padbandh ka roop batayiye

deen - dukhiyon ke prati dayalu log vasta mein mahan hai

a) SARVANAAM  b) VISHESHAN  c) KRIYA VISHESHAN  d) SANGYA

 (d) sangya padpandh because log ak jati vachak sangya hai

  • 0

 it (b)  visheshan 

  • 1

cant it be sangya............kyon ki yaha logon ke baare mein bataya gaya hai aur LOG tak underlined hai.

  • 2

 sangya tabhi hogi jab kisi purush, sthaan etc ke baare mei bataya gaya ho.........sarvanaam is not possible ........... kriya koi kar nahi raha toh kriyavisheshan ka sawaal hi nahi uthta ........... visheshan kayi mayno se sahi hai.........kyu ki deen dukhi, dyalu are all adjectives

  • 0

 yahapar logo ki visheshta batai gayi hai.......

  • 1

 here log is the last pad and it is sangya, so it is sangya pad.

my grammar book says like this

  • 1

 sorry it is sangya padbandh

  • 1

thnx guys....

  • 1

 Kit has to be sangya

  • 0
What are you looking for?