Plzz explain me this poem

Hey sakshi,
The poem goes as follows:
Prastut kavita AATMATRAN hai. AATMATRAN ka arth hai svyam ki raksha karna. Kavi bhagvan se prarthna karte hain ki veh unhe vipdaon se( mushkilon se) kabhi na bachayen, lekin veh lekhak ko un mushikilon ka saamna karne ki shakti de. Kavi kehte hain ki yadi bhagvan unhe santavna(sahanubhiti) na de, to na sahi per veh kavi ko itna samarthyavan banayen ki veh saari samasyaaon per apne bal aur paurushtatva ke dwaara vijay prapt kar payen. Kavi chaahte hain ki veh apni raksha svayam kare, veh bina dare har mushkil ka saamna kar saken. Anth me kavi bus yeh chahte hain ki yadi pura sansar unke viroodh bhi ho jaye to koi baat nahi. Parantu aise samay me unka bhagvaan per se vishwaas nahi uthna chaiye. Kavi sabhi dukhon ka anubhav kar un per vijay prapt karna chahte hain.
Hope this helps !! :)

  • 3
Thanks
  • 0
Plzz explain me samas
  • 0
Which samas ?
  • 0
We in our syllabus habe only tatpurush and karamdharaya samas ..
  • 0
Well tatpurush samas is divided into several parts. For a change learn them like a song:
Karam- ko
Karan- se
Sampradan- ke liye
Apadan- se
Samband - ka
Adhikaran- me/per
When you look for words, remember the samas vigraha must contain these words.
Like Sukhprapt= sukh ko prapt.
The word ko is coming i.e it is karam tatpurush samas.
Similarly reach out some more examples from your vyakaran book.
Then comes, karamdharya samas.
The samas vigraha would contqin words like HAI JO, RUPI etc.
Example:
Adhpaka= adha HAI JO paka
Reach out for more examples and you will make your self clear. Practice as much as you can.
All the very best !! :)
  • 0
Hey do you got my explanation on samas?
My phone is not showing the post..
But i actually posted it
  • 0
What are you looking for?