praya: abhibhavak baccho ko khel-kud mein zyaada ruchi lene par rokte hain aur samay barbad na karne ki nasihath dete hain. bataye-
(a) khel aapke liye kyu zaruri hai?
​(b) aap kaun se aise niyam-kayadon ko apnaenge jisse abhibhavako ko aapke khel par aapatti na ho?
 

a) Khel hamare liye zaruri hain kyunki ,khel khud se hamare sharir aur dimaag ko araam aur aazaadi milthi hein.
Bacho ka bachpan khel ke bina adura hein.
B) Mein bade abhibavoko ko thasalli dene ke liye, time table banaungi anr man langake padungi,aur sath mein khelungi bhi, IS niyam se abhibhavako ko aapatti nahin hogi.
  • 1
(a) Khel hamare jeevan ka ek bahut mahatvapurn hissa hai jitni hamare liye padhai jaoori hai utna hi hamare liye khelkood issey hara sharir swasth rehta hai aur mansik vikas bhi hota hai
​(b) ham agar padhai mai kamzor hai to vidyalaya mai khel mai hissa lekar puri lagan se kuch jeete to hamarey abhibhavako ko khelkood ka ahsas hoga
  • -1
duiy
  • -1
What are you looking for?