q7.kalapna kijeye ki mana ke balidan ki yeh khabar apko radio par prastut karne ha.in suchanayo ke adhar par ap ek radio samachar taiyar kare.

it is qno.7pg no.56of class9 hindi ncert book

please frndz answer this question....

namaskaar. aap sun rahe hain aapka manpasand radio channel jiska naam hai..... aur main shikha aapke samaksh aaj ka mukhya samacha prastut karne jaa rahi hoon. "kal kanpur mein ek bhishan hatyakaand ho gaya jismein naana......gaya[name of chapter in plae of dots]. nana sahib angrezon se kanpur mein haarne ke paschyat bhaag gaye lekin apni putri maaina ko bithoor ke mehal mein choad gaye. unke palayan karne ke baad angrezon ne unka mahal toop se uda diya aur unki putrimaina, jo mahal ki raksha karna chahti thi. use ardhraatri ko bandhi banakar kanpur le gaye jahan use bhasm kar diya gaya. aag ki lapton mein shaant saral murti ki tarah jalti hui us balika ko dekh sabne use devi samajh kar pranaam kiya. aaj ke samachaar ise ke saath samapt hote hai aap sabhi se kal phir mulakaat hogi ise samay par. hope u like it.

  • 5

it is good

  • 0
What are you looking for?