raheem pani ke baare me kya kahte hai?

 kis dohe me? vaise raheem kahte h - ''Rahiman paani rakhiye , bin paani sab soon

  paani gaye na oobre ,moti maanush choon''

  • 1

'Rahiman paani rakhiye , bin paani sab soon

paani gaye na oobre ,moti maanush choon ' '

iska arth kya hai?

  • 1

panni har prakarke vasto ka karak hai aur jewn daye bhe

motii panni me he utpann hota hai aurusme he banta hai.

mannus ke pyass panni se he bujhati hai aur panni bina vo kuch nahi kar sakta

choon bina panni ke bekar hai pani hi usse matlab deta hai tatha  pani he usse moolyvaan banata hai.

  • 3
Raheem ne pani ko teen arthon me vyakt kiya h.1. Moti - jis prakar ek moti apni chamak se jana jata h or bina chamak k moti ka koi astitva nhi h. To raheem ne moti ki chamak ki tulna pani se ki h.2.Manushya- jis prakar ek manushya apni vinamrta se jana jata h bina vinamrta k manushya ko koi bhi nhi puchta. To raheem ne vinamrta ki tulna pani se ki h.3. choon- jis prakar bina pani k choon ka koi kaam nhi h. To raheem ne choon ki tulna pani se ki h.
  • 10
Well i dont know
  • 0
Rukamani
  • 0
What are you looking for?