rahiman nij man ki bitha man hi rakho suni athlahe log sab vati na lahe koye.

It means that: 

kisiko apne man ka dukh kisise share nahi karna chahiye. log apne dukh ko share karne par, sunne ko ithlate hain, hamara mazaak udaate hain, hamre dukh ko koi baant-ta nahi. Isliye Rahim kehte hain ki hame apna dukh hamare man mein hi chhipaye rakhna chahiye, kisiko batana nahi chahiye.

  • 0

apne man ka dukh apne hi andar rakhna chahiya, kisiko batana nahin chahiye. agar hum kisiko batanyenge toh woh hume help karne ki wajah humara majaak udaayenge.

  • -1

is pankti ka arth hai ki agar hame kisi bhi prakar ki pidha ho to use kisiko batane se achha yahi hai ki hum use apne mann me hi rakhe kyonki log apki sahayata nahi karenge balki apke pithh piche apka mazhak banate rahenge aur mann himann khush hote rahenge

  • 0

iska yeh art hai ke agar hame koi peedha hai to vo hame kisi ko batani nahii cahiye kyukii aisa hoo sakta hai kee voo hamari peedha samajh naa sake aur shayad bad me uska mzak bhe naa banayeee.

  • 5
hamne apne man ka dukh apne man mein hi rakhna chahiye agar hum usey aur logon ko batayeinge to log hamare peeth peeche hamari burayi kartey hain.
  • 1
What are you looking for?