raidas ke pad explain

मित्र वेबसाइट पर देखिए हमने पद्य भाग के सभी पाठों की प्रसंग सहित व्याख्या उपलब्ध करवाई हुई है। आप वहाँ से सहायता ले सकते हैं।

  • 2

yes ,

  • -1

the first pad is = mere man se ram ke nam ki dhavni nahi hategi| prhabhu tum chandan ho hum pani he,jaise chandan ko pani m milane se pani sughandit ho jata he vaise mera man bhagwan ka nam lekar pawan ho gaya he . prhabhu tum badal ho aur hum mor he jaise chokor pakshi chand ko dhekta he vaise hi mor badalo ko dhekta he aur baarish aane per nratya karta he .

  • 3

prahbhu tum deepak ho aur hum jyoti he jis prakar deepak rat me uzala karta he ussi prakar tumhara nam leker mere jivan me bhi uzala ho gaya he . prhabhu tum moti ho to hum dhaga he jis prakar sone m suhaga milkar sone ko sundar bana deta he... prahbhu tum humare ishwar aur hum tumhare das he...

  • 5

the first one ends here

  • -1

first pad is this

mere man se ram ke nam ki dhavni nahi hategi| prhabhu tum chandan ho hum pani he,jaise chandan ko pani m milane se pani sughandit ho jata he vaise mera man bhagwan ka nam lekar pawan ho gaya he . prhabhu tum badal ho aur hum mor he jaise chokor pakshi chand ko dhekta he vaise hi mor badalo ko dhekta he aur baarish aane per nratya karta he . prahbhu tum deepak ho aur hum jyoti he jis prakar deepak rat me uzala karta he ussi prakar tumhara nam leker mere jivan me bhi uzala ho gaya he . prhabhu tum moti ho to hum dhaga he jis prakar sone m suhaga milkar sone ko sundar bana deta he... prahbhu tum humare ishwar aur hum tumhare das he...

  • 12
What are you looking for?