"Sabhi kuch geet hain, Ageet Kuch Nahin Hota. Kuch Ageet Bhi Hota hain kya?"

Aashay Spasht Kijiye

jise sahswar gaya ja sake use geet kehte hai, kintu jo gaya nahi ja sake use ageet kehte hai | kintu meri drasti me ageet kuch nahi hota | prakrati me jo bhi ghatit hota hai vah geet hai jaise nadi ke behne ki aawaz, pakshiyon ka chahkna aur prathvi par basant ki prakratik chata me jo drashya dikhai dete hai usse aaesa pratit hota hai ki mano prathvi par geet ki rachna ho rahi ho | yah ageet hote hue bhi geet jan padta hai | kyonki ese shswar nahi gaya ja raha hai fir bhi enhe dekhkar kavi prasann ho rahe hai

  • 4
What are you looking for?