Sandehvachak aur sanketvachak vakya me antar spasht kijiye.

SANDEH VACHAK me vakya m sandeh hone ka bhav aata h ki shayad aise hua ya hoga
SANKET VACHAK me vakya m bhi sandeh bhavna aati h parantu us vakya me ek baat dosre se joda jaata h ki agar aisa hota to waisa hota.
jaise : Richa dasvi kaksha me padh rhi h
iska SANDEHVACHAK :- shayad richa dasvi kaksha me pad rhi h
aur SANKET VACHAK :- yadi richa dasvi me padhegi tabhi weh aage bad paegi
shayad ab tumhe antar samjh aa gaya hoga!!!!
 

  • 6
What are you looking for?