sandhi aur samas mein antar(difference) batao

simply,samas jodta hai aur sandhi todta hai!

  • 1

 sandhi dhvaniyon ka vikar hai aur samas shabdon ka milna hai.

  • 0
Sandhi is also can be joint
  • 2
Jab do nikat varna milte hai to unse utpann vikar ko Sandhi kehte hai.
AND-
Jab do shabd apni vibhaktiyon ka lop karke aapas me milte hai to use Samas kehte hai.
  • 0
sandhi do varno ke male se hoti hai jabki samas do shabdo ke male se
 
  • 0
Sandi me varno ka mail hota he aur samas me padho ka mail hota he
  • 0
Sandi me varno ka mail hota he aur samas me padho ka mail hota he
  • 0
Hope this will help you

  • 1
Chapter 1

  • 0
What are you looking for?