Sangatkar mukhya gayak ko kya ehsas karata hai

Sangatkar mukhya gayak ko ehsas dilhata hai ki voh akela nhi hai or jab bhi mukhya gayak ki avaj baithne lagti hai to sangatkar uska saath deta hai.
  • 1
kisi bhi mukhya gayak ki safalta ke peeche ek sangatkar ki ahem bhoomika hoti hai.jab kabhi gayak taarsaptak ki oonchayi par pahunchkar ladkhadane lagta hai to  sangatkar apni aawaaj ko gayak ki goonj me milakar usko sahara deta hai. wah use sargam ko langh anhad me bhatakne , kathin swaron ke jaal me ulajhne or tarsaptak me bikharne se bachata hai. wo kisi sahayak ki bhoomika nibhata hai aur akela na hone ka ehsas dilata hai.



like share and tag
  • 1
bye
  • 1
What are you looking for?