shabd kya hai?

sayuktha or mishra vakya kya hai?

sandhi or sandhiviched kya hai?

samas kya hai?

varno ki swatantra sarthak samuh ko shabd kehte hai. EG: ladki

sanyukta vakya me do saral vakya ek yojak se jude hue hote hai. EG: ram ne khana khaya aur sau gaya.

mishra vakya me ek vakya hota hai aur ek ashrit vakya hota . Eg: jab varsha hui tab me ghar pahucha.

sandhi - jab do varn ek dusre ke pass hote hai aur parivartit hote hai toh woh sandhi kehlate hai.Eg: la + a + da+ a + ka + ee = ladki

sandhiveshed -  sandhi ko alag karne ko sandhi viched kehte hai . Eg: ladki = la + a+ da+ a+ ka+ee

samas - jab do sabd ek dusre ke pass hote hai aur  mil kar ek naye sabd banate hai aur ek vises matlab banatey hai unhe samas kehta hai . Eg: peet + ambar ---- pitaambar - peela hai jo ambar

HOPE THIS HELPS..

  • 6
refer to book it will be more easy



:) :)
  • -1
Olympiad questions of hindi
  • 0
waha हिंदी  vyakaran है
  • 0
What are you looking for?