Shehnai ko mangalvaghya kyon kaha jata hai? Naubatkhane mein ibadat path k adhar par bataiye?

coz shehnai ki dhun se ek mangal vatavaran banta hai, and it is uasually played on mangal occasions

  • 1
Shehnai vadak ustad bismillah khan shehnai ko mangaldhvni ka nayak kaha gya hai kyunki parampaarik lok geeto aur cheti mein shehnai ka ulekh baar baar milta hai yeh mangaldhvni ka parivesh partishdhit karne vaala vadhye hai dakshin bharat ke mangal vadhye naag swaram ki tarah shehnai bhi prabhati ki mangaldhvni ka nayak hai isi mangaldhvni ki sadhna bismillah khan poori lagan se kiya karte thhe
  • -1
Answar
  • 0
What are you looking for?