summary of poem ''dhwani''

dhwani kavita mai kavi k antar man ke aawaz ko darshya gaya hai.kavi ka manana hai ke abhe mera anta nahi ho sakata.abhe abhe tho mere van rupe jeavan mai sukumar sheshu k saman vasant ka aagaman hua hai.jis prakar prkruti mai vasant k ate he komalata,sundarata aur mrudulata ka rup bad jata hai vaise he mare jeavan mai bhe parevartan aya hai.mai bhe naie(new)asha se jeavan mai yash prapti hetu age badana chahata houn.mai soye sundar kaliya ko apane hatho ke sparsha se prbath ke aane ka sandesh dekakar jagana chata houn arathath(meaning)jeavan mai naveen karoyu ke aur agasar hona chahata houn.va ha fullo ke ako se aalas hata ke unhai chusta ve jagaruk karana chahata hai arthata apane app ko pratyek kareya hetu sakriye banana hai.apane jeavan mai bhe nava pryano ka sanchar kar,nerasho,badhao,alasya aur pryad ko dhur bhajana chahte hai.kavi ka manana hai ke mera antha bahout dur hai.vaha apane adrushy va anantha se sparan beht karana chahte hai.vaha apne antha se purva jeaven ke aabha,sushma va karthvyo ko yashasve banakar vasant ke hariyale ke saman charo aur bhekarna chatha hai.
(if some words not got then send answer)
  • 0
hi vaishnavi v will chat in dis only come
  • -1
hi vaishe mast dp re
  • -4
its all about life
 
  • 2
What are you looking for?