surdas ke pad ko bhramar git kyo kaha gaya hai?

Because is geet ki starting tab hati hai jab udahv apni baat suru karne jaa raha hota hai tabhi waha ek bhawara aa jata hai .....

  • 0

 because saari gopian bhavre ko hi dekh kar udabh ko suna rahi hain.

  • 1

kyuki gopiya bhavre ko uddhav ke roop me dekh kar use hi suna rahi hai

  • 1

udhav ne nirgun bhram aur yog ka sandesh dekar gopiyon ki virhe-vedna ko shant karne ka pryas kia.gopyian gyan marg ki bajaye prem marg ko pasand karti thi. isi karan unhe udhav ka shushk  sandesh pasand nahi aya. tabhi vahan ek bhavara a gaya. gopyion ne bhramar ke bahane udhav par vangya ban chode .yahin se bhramar-geet ka prarambh hua.isi karan surdas ke pad ko bhramargeet kaha gaya hai.

  • 1
Kyoki yeh bhare ki madhyam sei likhe gaye hai
  • 0
What are you looking for?