Suryakant tripathy nirala ji ka utshah kavita ka meaning ? Bohut confusion ho raha he !

Is Kavita mein Main Kavi Suryakant Tripathi Nirala ji e kah Rahe Hain Ki Badal ll Tum Aasman ko gairon aur Khoob Aasan Aur garj Ho Agli line mein bhi kah rahe hain Ki ki Badal Ek Chhote bacche ke ghunghrale balon Ki Tarah dikhte hain aur badalon ke Hriday mein bijali e ki Shakti chhipi Hui hoti hai aur aur Badal Seva kah rahe hain Ki Tum Hamare vakal man Ko Shant karo Hamen is Garmi Se a chhutkara dilao tatha is Tapti Garmi Se Hamen batao Aur Is Dharti ko fir se a Sheetal kar do
  • 0
What are you looking for?