the summary of the 1st para in geet ageet in SIMPLE hindi plsss my exam is tomm fast pls

kavi ram dhari sing dinker nadi ar naddi k tat par gulab ke madhyam se tulna karte he. nadi ki lehre jab chattano se takrati he to bhayanker aawaz karti he jisse kavi yah mante he ki aawaz nadi ka geet he jisse nadi apni bhavnaye dusro kosuna sakti he . dusri taraf gulab jo ki nadi k tat par he jo bol nahi sakta , apni bhavnaye prakat nahi kar sakta vaha yaha sochta he ki bhagwan mujhe bhi swar dete to me apni bhwnaye prakat kar sakta , mai bhi apne patjhar ka dukh suns pata . ant me kavi kehte he ki nadi ka geet sunder he ya gulab ka ageet .

  • 3

Nadi bahthi hui kal-kal dwani mein apne wirah ki dukh ko apne thaton ko suna kar apne man ko halka kar lethi hai.nadi ke kinaare uga gulaab sochtha hai ki yadi vidaatha ne usse bhi vaani dee hoti tho wah bhi pathjad mein milne waale dukh ko prakat kar sakta tha. Virah ke geet tho uske paas bhi hain par bolne kee shakti naa hone ke kaaran wah ageeth bankar rah jaathe hain.

  • 0

i hope this will help u

  • 0

please give me a thumbs upp yaar

  • 0

thanks a lot seema agnihotri and amna khaleela

  • 0
What are you looking for?