this is an urgent question aapke ghar ke agal bagal jo bhi dhanwan person hai use aap kya kahenge sabhya, sanskrit ya other thing tark sahit utar de dashyant ka meaning kya hota hai explain kare gay kise kahte hai saili kitni tarah ki hoti hai explain kare
agar usne vo dhan khud kamaya hai to sabhya
aur agar vo dhan use kisi ke dwara vo dhan mila hua hai to sanskrit
gay matlab jise gaya ja sake
i know dis much only