"topi aur effan ki dadi alag alag mazhab aur jaati ki thi par ek anaaj atoot rishte se bandhe the."  Iss katahn ke alok me vichaar likhiye.
the answer given is the website is not related to the question at all! so I kindly request you to answer it again. 

मित्र इस प्रश्न का उत्तर हमारी वेबसाइट पर दिया गया है जो बिल्कुल सटीक है। आप वहाँ से इसे समझने का प्रयास कीजिए। 

  • -1
Reeti riwaz kshetra se ban te hain na ki kisi dharm ya jaati se. Jo log ek dharm ya jaati ke hote hain parantu alag kshetra mein rah te hain unki paramparaon mein antar ho sakta hai parantu woh log jo alag dharm ya jaati ke ho te hain par ek kshetra mein rah te hain unki paramparaon mein samanta nazar aati hai. Isi prakar Topi aur Iffan ki daadi bhi alag dharm ke the par ek kshetra mein rah te the isliay unki boli ek thi, wah sath uth te-beth te the, ek doosre ko aur ek doosre ki samasyaon ko bhali-bhanti samajh te the tatha ek doosre ke saath prem se vyavhar karte the isliay woh dono ek anjaan atoot rishte se bandhe the.
  • 4
Sorry, correction :  In 4th  line, the word is boli (and not boti)
  • 2
What are you looking for?