URGENT ....26 january 1931 ka din kalkatta (kolkata) vasiyo ke liye kyo mahatvapurna hai?

KYUNKI PICHHLE VARSH VE SHESH BHARAT KI TULNA MAIN KUCHH ADHIK KARYA NAHI KER PAYE THE . 
  • -1
no 
  • -1
kyunki kolkata mei aisa kaaryakram pahale kabhi nahi hua tha.
aur is baar ek open challenge dia gaya tha  aur kolkata par laga hua kalank mit gaya

 
  • -1
kyonki vaha din vo log apane dusare bar swatantra diwas gulam bharat me bana rahe he
  • 0
kyo ki is din kolkatta me aisa karyakram pahale nahi hua tha
vah log us din ko apne dusre swatantrata diwas ki taraha mana rahe the
  • 1
Kyunki 1930 me kalkatta me swatantrata devas nahi manaya tha parantu is bar 1931 me kalkatta me swatantrata devas manaya ja raha tha.
is se kalkatta par laga kalank hat gaya aur angrayzo ko ek open challenge diya gaya.
Yah ek mahatwapurna karya tha.
  • -1
26 JANUARY KO BHARAT KA PEHLA SVATANTRATA DIVAS MANAYA GAYA THA JISME KALKATA VASIYO KI BHAGIDARI SAMANYA THI AB 26 JANUARY 1931 KO USKI PUNARAVRUTI HAI AUR USS BAR UNKI BHAGIDARI ZORO PAR HAI ISLIYE YAHA DIN UNKE LIYE MAHATVAPURNA THA.
  • 2
कलकत्तावासियों के लिए 26 जनवरी 1931 का दिन इसलिए महत्वपूर्ण था क्योंकि जब 26 जनवरी 1930 को भारत का पहला स्वतंत्रता दिवस मनाया गया था उसमें कलकत्तावासियों की साधारण भागीदारी थी परन्तु 26 जनवरी 1931 के स्वतंत्रता दिवस के समारोह में उन्होंने बढ़ चढ़ कर भाग लिया था और इस दिन उन्हें अपनी देशभक्ति साबित करने का मौका मिल रहा था इसीलिये यह दिन उनके लिए बहुत महत्वपूर्ण था|
  • 0
What are you looking for?