videshi companies ka bharat me aagman

 ;ogfdww

  • 0

ye ekdam uchit hai kahna galat hoga, ye ekdum bekar hai kahna galat hoga.

Adhikansh roopon mein ye sahi hai, kuchcha sthanon par hi ye galat hai.

a>Sarwapratham, videshi nivesh se apne desh mein videsh ke paise ka aagman hoga, ye humare liye bahut achchee baat hai kyonkee, isse humein doosre deshon se vyapak vyapar sambandh bunane meinmadad milegi. rupaye aur dollar ke beech ka antar ghate gajisse desh dhane(rich) hoga.

b> In videshi companion ke aane ke baad humaare aaj ke berojgaar wa bhawee yuva pedi(generation) ko nai prakar ke rojgaar ke awsar milenge. Is tarah videshi nivesh se berojgaari ghategi.

c> Videshi nivesh se beech ki dalali khatm ho jaayegi, sarkaari ravaiye mein bhee sudhaar hoga. ye videshi companies kissanon(farmers) se seedhe unka utpaad kharende gee jisse maheingai kum hogi, kissanon ki aatmhatya rukegi aur unhein apni fasal ka vaajib daam bhee mil sakega.

d> Jo bhi company apna utpaad banaegi usmeiin se 30% hissa use chote dukandaaron se khareedna hoga.

yeh to baat ho gae fayde kee. Ab nuksaan ki:

a> Ekdam sahi baat hai ki isse dukandaron ko nuksaan hoga. Kyonki log sate maal ki taraf jyada aakarshit hote hain, woh in dukaandaron ka mehanga samaan sahein khareedengge jis wajah se unhein nuksaan hoga. Waise toye company bade shahron mein apni dukaanein khol rahein islie grameen wa chote shahar ke dukandaaron ko abhee isse koi nuksaan nahein hoga.

  • 3
Vichaar achha hai par jab hum self dependent ho sakte hain then why not......why should we depend on these foreign companies.....in companies ki wajah se hi dollar aur rupee ke beech ka difference bad raha hain  and indian economy neechey gir rahi hai
  • 0
Par kya ye bideshi company's ki wajah se hamare Indian company's ka nuksan nuhun hoga???
  • 1
What are you looking for?