vyakti ki posaq mahatvapurna hai ya uski uplabdhiyan

  • -1

nishchay hi vykati ki ulabdhiya n jayada mahatvpurn hai kyoki vykti ki pahchan uski poshak ke bajay uske karmo se hoti hai. Vykti apni uplabhdhiyoe se hi mrityoparant loko ki smirityo me jivit rahata hai.

poshake tobar-bar batlti jati hai paruplabhdhiyon ko badla nahi ja sakta hai!!!!

  • 3

insaan ki uplabhdiyaan hi mahatvapoorn hoota hai poshak to sirf baahri dikhava hai insaan ke karmoon se uski pehchaan hoti hai insaan ke vastra to badalte rehte hain par uplabhdiyaan uska hamesha saath deti hain 

  • 6
vyakti ki pehchan to uske uplabhdiyoon se hi hoti hai.
kyonki ek vyakti apni poshak bar bar utar sakta hain parantu wo apne mehnat se kamai uplabhdiyoon ko utar nahi sakta
  • 1
Of course uski uplabhdiyan
  • 0
uplabdhiyan Mahatwa rakhti hai . lekin kapre to hamari zrurat hai .kyoki agar kapre nhi pahne to hamary uplabdhiyaa kis kam
  • 2
Uski uplabdhiya
  • 0
Uplabdhiyan Yar of course
  • 0
mai to nahi bataunga
  • 0
Uplabdhiyaan mahatvapurna hai
  • 0
What are you looking for?