ANUSWAR ka uchcharan naak se kiya jaata hai iska chnih shirorekha ke upar bindu ke roop main lagaya jaata hai
ANUNASIK ke uchcharan ke samay hava nak or mukh dono ke dabaav se bahar nikalti hai iska chinh shirorekha ke upar chandrbindu ke roop main lagaya jata hai
hope it helpss
-1
Rajat answered this
anunasik ka ucharan naak aur mukh se kiya jata hei aur in pe chandra bindi hoti hei
anuswar ka ucharan kewal naak se ki ya jata hei. isme bindi (.) lagti hei.
-1
Yash Khemlani answered this
give examples
-1
Sathya Mitiran answered this
anusvar is just keeping a dot on an alphabet..anunasik is keeping chandra bindu..
1
Ishann Nalawade answered this
anusvar- type of a dot on a alphabet
anunashik- giving chandra bindu on a alphabet