what is the meaning of the 4th doha in this poem "kabir ki sakhiyan"? plzzzzz its urgent

please experts and my dear frnds, stop being lazy and please tap ur fingers on ur keyboard and answer me.

i need the answer

  • 1

is sakhi mein bataya gaya hai ki hamen kabhi bhi ghans ki ninda nahi karni chahiye kyunki uska ek tinka bhi hamari aankh mein pad jaye to bahut pida pahunchata hai yahan ghans kamzor vyaktiyon ke pratik hain.

  • 2

is ka matlab hai ki

kabir kahata hai ki

choti choti ghass ko mat kuchalo

kyoki jab yeh ghass tinka bankar aankh me pad jata hai to bahot taklif hati hai

that is kisi ko bhi apne se chota ya kamjor mat samjho

  • 1
Hope it will be helpful

  • 1
Kabir Jee ne ahankar vash kishi bhi Vastu Ko hien samajhne Ka virodh Kiya Hai KyonKi Ghash ka ek chota sa kan Bhi Jab Hamari Aankhon Mein Pad Jata Hai To Hame atyant pida phuchata Haain isliye kabhi bhi ghamand nahi karna chahiye aur apne se chote aur din hein vayaktiyo ka apman nahi karna chahiya kyonki sabka Apna Apna Mehtav Hota Hai
  • 0
plzz send hindi meaning of kabir ki shahkiya chapter-9
  • 0

 कबीर घास न नींदिए, जो पाऊँ तलि होइ।
उड़ि पड़ै जब आँखि मैं, खरी दुहेली होइ।

नींदिए: निंदा करना
पाऊँ: पाँव
तलि: नीचे
आँखि: आँख
खरी: कठिन
दुहेली: दुःख देने वाली

व्याख्या – इसमें कबीरदास जी कहते हैं कि हमें कभी घास को छोटा समझकर उसे दबाना नहीं चाहिए क्योंकि जब घास का एक छोटा सा तिनका भी आँख में गिर जाता है तो वह बहुत दुख देता है अर्थात हमें छोटा समझकर किसी पर अत्याचार नहीं करना चाहिए।

  • 1
What are you looking for?