what is the meaning of these lines in context of the chapter atmkathya;

"kintu aisa na ho tum hi khali karne wale

apne ko samjho mera ras le apni bharne wale

yah vidambana! ari saralta teri udaun main

bhoole apni ya pravanchana auron ko dikhlaun main"

मित्र हमारी वेबसाइट पर इस कविता की सप्रसंग व्याख्या दी गई है। कृपया आप उनके आधार पर इसे स्वयं करने का प्रयास करें । 


 

  • 0

kavi kehte hain ki agar main apne jeevan ke khali gade ke baare m tumhe bta do , to ye mat schna ki m tume is k liye dosh de rha hn ya keh rha hn ki tumne mere jeevan ka ras le kr apne jeevan ko aanandit kiya hai.

aur wo khte hn ki ye meri durbalta hai ki main apni saralta aur seedepan ka mazak khud udaata hun... aur yadi auro se dhoka khata hn, ya kuch bhul jata hn to khud hi bta deta hn.......

  • 1

thanks very much it helped

  • 0

pleasure of mine...

  • 0
What are you looking for?