what lesson do we get from the chapter "dukh ka adhikar"?

it says that - kar kisi ko dukh ka adhikar ya fir dukh zahir karne ka adhikar nahi hota

jaise us lekhak ko us budhiya ke dukh mein shamil hona thaa parantu uski acchi poshaak ne usey aisa karne se roka jiski wajah se weh dukh  nahi mana paya

isliye har kisi ko dukh ka adhikar nahi

  • 5

chahe hame hamari poshak na bhi jhukne de to kya hume jhukna chahiye unn nichli shreniyo ka anubhav hume nahi to hum kisi pe ungli kaise utha sakte hai.. aur most important har kisi ko dukh ka adhikar hona chahiye..

Good Day 

Thumbs up plz

  • 0

Is paath se hame yehe seekh milte hai ke samaj ne ameer aur gareeb ko kitnaa baat diya hai yahan tak ke unko aek saman jeene ka bhi adhikar nahi hai samaj me log ab jaati nahe balkii poshak hooti hai.

  • 9
is path se hume yeh shiksha pratp hoti hai-
vyakti ka parichay ajj kal ke yug me uske poshak se hoti hai na hi uske kasht ya yogyata se . Bhagwana ki maa ka dukh us bazar me koi nahi dekh raha tha , balki log soch rahe the ki voh auraat apne bete ke mrityu ke baad hi kharbuja bechne a gai thi aur yeh sab dekh kar us par kai alag alag lanchan laga rahe the parantu lekhak uske dukh ko samajh raha tha lekin us samay bhi uski poshak ne use bhagwana ki maa ke dukh me shamil hone se rok liya aur is prakar samaaj ne us bechari aurat ko galat samajhkar uska apmaan kar diya.
  • 1
What are you looking for?