Whats the difference betweenkkriya, visheshan, and kriya-visheshan?

Jis sabd se kisi kam ka karna ya hona paya jaye use kriya kahte h.e.g. Tum padh rahe ho....Padhna kriya h

Jo sabd sanghya ya sarwnam ki vishesta btaye use visheshan kahte h.e.g. Tum lal kitab padh rhe ho......lal sabd kitab ki visheshata bta raha h.(kitab sanghya h)

Jo sabd kriya ki visheshata btaye use kriya visheshan kahte h.e.g. Tum Dheere-Dheere padh rahe ho........Padhna kriya h or dheere dheere uski visheshata bta rha h.......

Thumbs up plz

  • 12

gr8 explanation yaarrr..!! :)

  • 0

नमस्कार मित्र,
आपने बहुत अच्छा उत्तर दिया है। आपकी सहायता के लिए बहुत-बहुत धन्यवाद।

  • 2

Bahut bahut dhanywad! 

  • 1

 Apne pasnd kiya

Abhar

  • 0
What are you looking for?