Yamraaj किसका प्रतीक है स्पष्ट कीजिए??

Yamraaj mrityu ka prteek hai. Kavi ki maa ne us se kahaa tha ki dakshin ki taraf pair kar ke mat sona vo Yamraj ki dishaa hai us taraf pair kar ke sone se Yamraaj krudh ho jate hain or Yamraaj ko krudh krna budhhimaani ki baat nahi. Kavi ki maa ki baaton se yeh gyaan hota hai ki yamraaj hi mrityu kaa prteek hai kyonki dakshin mein yamraaj ki disha hai or kavi ki maa ke hisaab se vo mrityu ki bhi dishaa hai. Prntu aaj kal ke zmaane mein yamraaj har dishaa mein mojood hai kisi ki mrityu kabhi bhi, kahin bhi, kaise bhi ho sakti hai islyi kavi ki maa ki baat galat sabit ho jaati hai.
  • 0
yamraaj mrityu ke prateek hai
 
  • 0
What are you looking for?