1) लेखक ने जापानियों के दिमाग में स्पीड़ का इंजन लगाने की बात क्यों कही है?

2) जापान में जहाँ चाय पिलाई जाती है, उस स्थान की क्या विशेषता है?

1. Japaniyon ke jeevan ki raftaar badh gayi hai. ve log ek mahine ka kaam ek din me karna chahte hain. Isliye lekhak ne unke dimag mein speed ka engine lagane ki baat kahi hai.

2. Japan mein jahan chay pilayi jati hai us sthan ko TEA - CEREMONY ke naam se jana jata hai. Wahan jaker logo ke mann ko shanti milti hai. wahan ka vatavaran shant hai. wahan ki chay peene ki vidhi mastishk ko shant karti hai. vartman me jeena sikhati hai. wahin bhootkal aur bhavishaykal ko hamare dimag se gayab kar deti hai. yahi TEA - CEREMONY ki visheshta hai.

  • 5
t
  • -2
:p
  • -2
ht
  • -2
Thanks @Priyanka Kumari
  • 0
What are you looking for?