a detail summary of the poem kar chale hum fida(hindi) in english....plsss

Kar chale hum Fida hakikat film ka ek Geet hai jisme apne desh Ke liye tatpar sainikon ki gatha h.Iska Sambandh desh Prem v desh Bhakti se hai. Jo nagrik apne desh Ke hit Ke liye aage nhi Badhata Uska jeevan aur yauvan dono hi vyarth hai. Geetkar ke anusaar desh ki Raksha karna Kisi ek ka uttardayitva nhi hai. Veer sainik Apni matribhoomi Ke liye sardi , garmi , Aandhi , toofan aur khoon jama Dene wale mausam main prahari Bankar khade rehte hai. Koi matribhoomi ki taraf haath badhaye to Uska haath tod dete hain. Desh Ke liye mar mitne ki Bhavna liye veer sainik aage badhte rehte hai vaise bhi desh Ke liye Marne ka avsar kabhi kabhi hi aata hai isliye balidaano ka silsila kabhi rukna nhi chahiye . Shatru rupi Ravan Ke sanhar Ke liye ram aur laksman ki tarah sangharsh karna padega.
  • -4
kar chale ham fida is a poem related  to the life of a soldier. In this poem the poet tells us that a soldier sacrifices his life completely for the country and its citizens .The main theme is based on indo - china war.
the poem is written as if the poem is being written by a soldier.in the poem the poet describes the  feelings and depressions of a soldier.
  • -2
What are you looking for?