aasthik manushyo ki kya visheshtha he?

Aastik manushya keval dharm aur pooja paath mein lage rehte hai ve log apne aaspass ke kisi bhi vyakti ki dekhbhaal nahi karte kyunki unka dhyaan itna bhatak chuka hota hai jisse unhe kuch yaad nahi rehta sirf pooja paath yaad rehta hai isliye naastik log acche hote hai jo foosro ki madd to karte hai bhalehi vah bhagwan ki pooja nahi karte parantu ishwar bhi unhi se khush hota hai jo dusro ko khush rakhte hai na ki doosro ki madd na karke unki bhakti mein lage rehte hai. Aastik logon mein sirf ek hi visheshta hoti hai ki wo sacche mann se poore dhyaan se ishwar ki aaradhna karte hai
  • 1
What are you looking for?