Sansar me har chiz ka apna mehtv hota hai . Chahe vh insaan ho ya janvar ,podhe ho ya sukshamjeev ,jandar ya ajivit cheze. Parantu agar pankshi na hote to kya hota ? Kya kabhi kisi ne socha hai . Pakshi nahi hote to hame swatantrta ka matlab nahi pata hota .Vh kis Garvke sath udhte hai kis swatantrta ke ke sath udhte hai kya kabhi pata chalta nahi na ? Bhasha kya hai kabhi samajh aata nahi na. Kya kabhi hum bolna siikh pate nahi na ? Kya unko udta dekhkar hi humne hawaijahaj ka aavishkar kiya he na ?