Arjun aur Duryodhan Shri Krishna ke paas gvarka Kyon Gaye? Shri Krishna Se unhen Kya Mila?

प्रिय छात्र

अर्जुन और दुर्योधन, श्रीकृष्ण के पास सहायता मांगने गए। तब श्रीकृष्ण ने कहा कि युद्ध में, मैं स्वयं कोई शस्त्र नहीं उठाऊंगा।  एक और मेरी नारायणी सेना होगी दूसरी ओर मैं निहत्था। श्री कृष्ण ने पैरों की ओर खड़े अर्जुन को पहले देखा था इसलिए अर्जुन से पूछा बताओ तुम्हें नारायणी सेना चाहिए या निहत्था मैं।  अर्जुन ने श्रीकृष्ण को चुना तो दुर्योधन मन ही मन नारायणी सेना पाकर प्रसन्न हुआ।
​​​​​​ धन्यवाद।

  • 3
Arjun aur duryodhan shri Krishna ke pass apni shayeta mangne ke liye gaye the lekin Krishna bole ki ..Mai swayam koi sastra nhi uthaunga is yudh me isiliye ak oor meri samagra narayani sena hogi aur dusri oor mai swayam khud nihattha hi rhunga.. To pahle shri Krishna ne arjun ko dekhe the isiliye bo arjun ko bole ki tum chuno kya chahte ho mujhe ye meri sena to arjun bina hichkichaye shri Krishna ko apni oor Chuna , aur fir duryodhan man human khush ho rha tha ki arjun ne sena ke bajaye nihattha shri Krishna ke narayani sena ko lekar hashtinapur ki oor chal diya aur arjun shri Krishna ke sath virat rajya pdhare yudh ki taiyari ke liye
  • 1
What are you looking for?