bacche mata pita ke samane prem ko kaise abhivath karte hai?

  • Mata pita ke sameep reh kar.
  • Mata-pita ko apni rochak vastue dikha kar.
  • Unki agya ka palan kar kar.
  • Ek achcha bacha ban kar.
  • 6
-unke liye kuch anokha kar ke jinse unhe khushi ho aur unka sar hamesha abhimaan se unchan rahe
-unki kaam main sahayeta karke
-unke dukh aur pareshaani ke samay unko jaise veh hamara dhyan rakhte hain vaisse rakhna
-unka dil se aadar karna
aadi

 
  • 4
what is abhivath
  • 0
What are you looking for?