Blood ko kaise roka ja sakta hai?

khoon ko rokne k liye chot ke sthaan par 1 saaf kapra kas kar baandh dena chahiye . dabaav parne se rakt ka behna rook jayega ya kam ho jayega

  • 1

jahan pe bhi hamen chot lagti hai use pehle paani se dhokar kisi saaph kapde se khoon ke bhahav ko dabana chaiye isse blood rooka ja sakta hai

  • 3

jahan par khun hua hai, vaham ak saf capada sa baandna ha. aise karna sa blood ko rook saktha hai.

  • -1
What are you looking for?