Ehsaan mand hai
Dil ab se yeh tera
Yeh marz kaisa hai
Kya naam doon bata

Dar ki deewarein tooti
Dil ka jahan dikha hai
Aankhon ne aaj dekha
Khwaabon ka aasmaan hai
Tera karta hoon shukriya

Jis raah, jis raah bhi jaaun
Tujhko tujhko hi chaahun
Humraah ab se mera tu
Humraah main bhi tera hoon

Wah wah
  • 0
What are you looking for?