full explanation of samas,sandhi,padbandh...

 i] do ya adhik shabdo ka paraspar sambandh bataanewale shabdon ka lop hone par jo ek naya shabd nikalkar saamne aata hai use saamasik shabd kehte hain....................

ii] jab do shabd aapas mein milkar ek naya shabd banate hain to use sandhi kehte hain. jaise ki......... him= aalaya= himalaya.............. sandhi mein do nirarthak shabdon k mel se ek naya shabd nikalta hai.....

iii] vakya k us bhaag ko jisme ek se adhik paraspar sambandh hokar arth to dete hain  kintu poora ka poora arth nh samjha paate.............. ise hi hum padbandh kehte hain

  • 2

@shivam-thnxxx....:))

  • 0

samaas means padoon ka mel,sandhi is shabdoon ka mel, padbandh is padoon ka mel, but related to  a particular topic such as visheshan,kriya,kriya visheshan,sangya and sarvanaam.!!

  • 1

 BHUJANG

  • 0

Kaiku Re Terku ?

  • 0
What are you looking for?