geet aur ageet ki paribhasha kya hai

jaise nadi apne safar ka geet lehron ke zariye kavi ko bataati hai toh kavi ko voh sundar lagta hai usi prakar gulab jiski apni koi aawaz nahi jo apni patjhad ka geet sunana chahati hai voh bhagwan se aawaz maangati hai....parantu voh chup reh kar jo kehti hai voh bhi kavi ko bhaata hai......kavi ka geet ageet se taatparya yeh hai ki keh kar kahi hui baat aur bina kahe kahi hui baat dono apne aap me sundar aur anmol hai...

HOPE IT IS HELPFUL....

THUMBS UP PLS...

  • 2

Thanks

geet aur ageet kavita mein kavi ne konse bimb prastut kiye hai ???

  • 0
PRASTUT BIMB HAIN....
  1. nadi-geetgulab ka paudha-ageet
  2. shuk-geetshuki-ageet
  3. ​premi-geet premika-ageet(

HOPE IT HELPS........

LIKES PLZ.........

  • 1
What are you looking for?