hello............can anyone please give me the summary of the lesson "kanyadaan"???

so thhe summary begins like this...............

ghar se vida karte vaqt ma ki ankhon me apni beti ke bichudne ke karan ansu aa jate hain . jise ma ne itne pyar se pal pos kar sambhala aaj vo use chod kar ja rahi hai dukh ki vajah se ansu ruke nahi ruk rahe parantu apne aap ko smbhal kar samjhakar ma kehti hai ki -'' beti tum dusre ghar me ja rahi ho savdhan rehna, sab se prem se aur hasi khushi rehna parantu is bahri sukh me itna mat dub jana ki apne par hone vale atyachar hi bhul jao aur tum svyam swach rehna man me koi malinta nahi ane dena ladkiyon ki tarah sab se khushi bantna. sab ke sukh, dukh me sab ka sath dena kintu yaad rakhnma tumhare is bholepan ka koi fayda na uthaye. aag par keval rotiyan hi sekna bahri dabav ke karan usme svayam bhasn mat ho jana.me ye tumhe isliye bata rahi hu kyunki mene apni puri zindagi me is sab ka anubhav kia hai." 

hope it helps!

  • 2
75 te
  • 0
What are you looking for?