Im really weak in hindi and i have a doubt in these lines please can someone tell me the meaning of sisodia and the sentence please.

पहला दृश्य 
स्थान – बूंदीगढ़। बूँदी के राव हेमू अपने कमरे में मेवाड़ के सेनापति अभयसिंह से बात कर रहे हैं।
अभयसिंह – महाराव, सिसोदिया वंश हाड़ाओं को आदर और स्नेह की दृष्टि से देखता है।
राव हेमू – तो फिर आप बूंदी को मेवाड़ की अधीनता स्वीकार करने की आज्ञा लेकर क्यों आएं हैं।

Sisodiya ek vansh hai jo mewad ke raja hai..... Aur haada vansh bundi ke raja hai....... Bundi ke Raja jo Rao Hemu hai unke kamre me Abhay Singh jo Mewaad ke Senapati hai unse baat hoti he ki jo sisodiya vansh matlab Mewaad ke raja maharana Lakha sisodiya vanshaj se talukkh rakhte hai... Abhay singh kehte hai ki sisaudiya vansh bhut sneh, aadar krti hai haada vansh ki tabhi Rao hemu kehte hai ki tab fir kyu sisodiya chahati hai ki bundi mewaad ke adhin matlab unke under me aajaye....
  • 0
What are you looking for?