'Kar chale hum fida ' geet mein "Ram bhi tum tumi lakshman" ke madhyam se kavi kya khna(say) chhathe hain?

dharti ko sita kaha gya hai
kavi kehte hain ke  savdhaan rho ,kahi koi shatru sita ke daman par haath na lagaye.tumhi ram ho ,tum hi laxman ho.khud ko pehchanao.tumhi bharat ke rakshak ho

  • 7
plz. ans fast
  • 0
Kavi kehte hain ki hamein Bharat ko sitama samjkar unke raksha karna chahi hein. Ram aur Lakshman Sita ma kelia lade aur unko bachayae. Use tharah hamein bhi hamrae bharat kelia ladkar usko bhachana chaheya. Koyi hamarae sitama arthath Bharat ko hadapnae ki koshish kiyae tho unkae hathon ko thod dhena chaheya.
  • -1
What are you looking for?