kavita agnipath kya sandesh deti hai

yeh kavita hume sandesh deti hai ki hame apne zindigi mein hamesha aage badhne ki chah rakhni chahiye,kabhi bhi haar nahi manna chahiye.

  • -2

 harivansh rai bachan ki kavita yah sandesh deti hai ki hame jivan me sangharsh karte rehna chahiya hume kabhi piche mudna nahi chahiyae 

  • -2

Agni path hame yeh sandesh deti hai ki hame hamrdha har manhi cnhaiye bafo ki baat kbhi nhi manni chaiye apni mrzi chalni chaiye...!!! :P

  • -2
Every moment, every step meets the challenges, but they must accept, they should not walk in fear, nor see or must resort to shift. Must own crises. Tired, without stopping, continued to go down without a need to be considered on this career path.  This life is a struggle and still have to walk all over the face of difficulties. 
May this will help u.......xPxD
 
  • 0
agni path hame yah sandesh deta hai ki jeewan ek sangharsh hai jo kabhi khatam nahi hogi aur kayi mushkile ayengi par hame inka dat kar samna karna chahiye kabhi bhi isse picha chura kar bhagna nahi chahiye . kabhi bhi rukna nahi chahiye . jeewan hi sangharsh ka naam hai.
  • 3
Agnipath kavita yeh kehti h ki humei kabhi bhi kisi ki sahayta nhi leni chahiye. Humei har mushkilon ka samna swayam hi karna chahiye. Humei na hi kabhi thakna, rukana , aur apna rasta badalne chahiye . Humei har mushkilon ka samna bina ghabraye karna chahiye. Humei na thakne , rukne air rasta badalne ki shapath leni chahiye. Kavi ne kaha h ki ye ek drashya h ki har vyakti parishram kar rha h . Vyakti dukh me h phir bhi veh mehnat kr rha h . Aadmi apna khoon, Paseena bahakr bhi kaam kr rha h .
  • 0
Agnipath kavita yeh kehti h ki humei kabhi bhi kisi ki sahayta nhi leni chahiye. Humei har mushkilon ka samna swayam hi karna chahiye. Humei na hi kabhi thakna, rukana , aur apna rasta badalne chahiye . Humei har mushkilon ka samna bina ghabraye karna chahiye. Humei na thakne , rukne air rasta badalne ki shapath leni chahiye. Kavi ne kaha h ki ye ek drashya h ki har vyakti parishram kar rha h . Vyakti dukh me h phir bhi veh mehnat kr rha h . Aadmi apna khoon, Paseena bahakr bhi kaam kr rha h . Yeh iss kavita ka saar h.
  • -1
Agnipath kavita yeh kehti h ki humei kabhi bhi kisi ki sahayta nhi leni chahiye. Humei har mushkilon ka samna swayam hi karna chahiye. Humei na hi kabhi thakna, rukana , aur apna rasta badalne chahiye . Humei har mushkilon ka samna bina ghabraye karna chahiye. Humei na thakne , rukne air rasta badalne ki shapath leni chahiye. Kavi ne kaha h ki ye ek drashya h ki har vyakti parishram kar rha h . Vyakti dukh me h phir bhi veh mehnat kr rha h . Aadmi apna khoon, Paseena bahakr bhi kaam kr rha h
  • 0
Yah sandesh deti he ki .... hame kisse koi madad nahi lena chahiye .

Hame kathinayiyo ke samay kisi ka sahayatha nahi lena chahiye .

Hame kabhi peeche mudkar nahi dekhna chahiye, hame kabhi thamana ya thakna nahi chahiye

Hame apana kaam khud karna chahiye or hame mehnath bhi karna chahiye
  • 0
Wahat is magnatite
  • 0
What are you looking for?