manvikaran alankar kya hai?

जब किसी कविता, दोहे या पद में प्रकृति को मनुष्य के समान कार्य या क्रिया-कलाप करते हुए दिखाया जाए, वहाँ मानवीकरण अलंकार होता है।

  • 45

Rupak:

Jaha gun ki atyant samanta darshane ke liye upmey aur upman ko abhinna arthat ek kar diya jaye; dusre shabdo mein upman ko upmey par aropit kar diya jaye, waha rupak alankar hai.

Manvikaran:

jaha manvetar praniyo ya jad padartho par manviya bhavnao ka arop hota hai waha manvikaran alankar hai.

plzz give a thumbs up
  • 8
What are you looking for?