muktafal mukta chuge , ab udhi anhth n jaye

kabir kehte h ki mansarovar k amrit rupi jal se bhare kunda mein hans krida kr rhe h aur anand rupi moti ko swachhand rup se chug rhe h. is anand ko choddkr wah aur khi nhi jana chahta h. khne ka aashay yeh h ki jb aatma sansarik moh-maya ko tyag kr ishvar me lin ho jati h tabh manushya ko is anand k atirikt anya kisi vastu ki ichha nhi rhti h.
  • 0
What are you looking for?