netaji ka chashma path se hamein kya sandesh milta hai plz answer

deshbhakti humari sarvapratham zimmedari hai. use nibhaya jaana chahiye aur jo log nbha rhe hai unka samman krna chahiye.

  • 19
Same
  • -10
Netagi ji ke chasme se hame pata chalta hai ki deshbhakti insan ki pahli zimmedari hai
  • -1
netaji is chasma path hame ye sandesh deta hai ki hame deshbhakti karni Chahiye
  • -2
Is path se hame yah siksha milti h ki hamare andar aaj bhi deshbhakti ki bhavana maujood honi chahiye or hame desh ke nirmad me apne apne tarike se sahyog karte rahna chahiye. 😊😊
  • 5
Hrithik Roshan ki do mat lagaa ke rkha piitagaa
  • -1
Aditi Sharma
  • 4
Satya Sharma

  • -9
Netaji ka chashma path se hame ye sandesh milta hai ki deshbhakti ki bhavna hona atyant zaroori hai. Desh saropri hai aur desh ki bhakti karna hamari hamari zimmedari. Path me caption aur bachchon dwara saf darshaya gaya hai. Iske alawa jo log sachche deshbhakt hain aur jinhone apne aap ko purn roop se desh ko samarpit kar diya hai, hame unki bhi izzat karni chahiye. Atah is path ka mukhya sandesh apne andar deshbhakti ki bhavna ko jagrit krna aur deshbhakton ki izzat karna haian
  • -1
Netaji ka Chashma path ka Sandesh kya hai spasht kijiye

  • -3
What are you looking for?