Plz anser question .no. 8 full  All question
8. निम्नलिखित में से किन्हीं चार प्रश्नों के उत्तर दीजिए-
(क) बालगोबिन भगत ने पुत्र की मृत्यु पर अपनी पुत्रवधू को रोने के स्थान पर उत्सव मनाने के लिए क्यों कहा? पाठ के आधार पर लिखिए।
(ख) 'मानवीय करुणा की दिव्य चमक' पाठ में लेखक को फ़ादर बुल्के की उपस्थिति देवदार की छाया जैसी क्यों लगती थी?
(ग) 'लखनवी अंदाज़' पाठ में नवाब साहब के माध्यम से नवाबी परंपरा पर क्या व्यंग्य किया गया है? विचाक करके लिखिए।
(घ) मानव की जो योग्यता उससे आत्म-विनाश के साधनों का विकास कराती है, हम उसे उसकी संस्कृति कहें या असंस्कृति? 'संस्कृति' पाठ के आधार पर उत्तर दीजिए।
(ड) 'परंपराएँ' समाज की प्रगति के मार्ग की बाधा बन जाएं, तो उन्हें तोड़ देना चाहिए।' कैसे? 'स्त्री-शिक्षा के विरोधी कुतर्कों का खंडन' पाठ के आधार पर स्पष्ट कीजिए।

 

1)balgobin bhagat ne apne putra ki mrityu ke bad shok manana ki jagah khushi artharh utsav manaya kuki unka manna tha ki atma ka parmatma se milan ho raha hai  aur jisne is dharti par janam liye hai use ek na ek din marna avashya hai isi caaran unho ne apni putra vadu ko bhi rone ke sthan par utsav mana ne ko kaha. 
2)father ki upasti thi devdar ki chaya jaise isliye lagthi thi kuki father kamil bulke lekhak ko apne bade bhai ke saman lagte thhe , lekhak ke hasi majak mie unka purna sahyog dete the , unki gosthiyo par bebak ray dete thhe ,veh jaha bhi jate logo purohit ki tarah kade hokar apne ashisho se bhardete the,aur lekhak ke bete ke muh mie enho ne hi pehla ann ka dana dala tha.
3)jo navav log hote hai vah kahi bhi apni navavi dikhane se chukte nahi hai vah choti se choti cheja se apni navavi dikha ne ki koshis karte hai unke jivan mei sukshm chejo ka koi mahatva nahi hota hai , unhe sthul aur sukshm chijo mie antar hi nahi pata hota hai  yh bat lakhnavi andaj path mie purna roop se sapast hui hai jis prakar navav sahab apne samne ek sajjan vyakti ko dekh kar uske samne apni navavi khere ke dwara  dikane ki ki koshish karte hai ki  pehle to unho ne khee badi yatan se kate us par namak mirch burka attah phir sunghkar kidki ke bahar phek diya isse yah sabit hota hai ki navab sahat ke jivan mei khere jasi sukshm chijo ka koi mahatva nahi hai.
4)manav jo avishkar apni bal , budhi aur prerna ke adhar par karta hai aur agar vah manav kalyan ke liye ho to vah sanskriti kahlaye gi parantu agar vah kisi ke hit keliye naho to vah asanskrit kahlaye gi jis prakar nutan ne apni bal , budhi aur prerna ke adhar par grutva akarshan ka avishkar kiya hai parantu vah manav kalyan ke liye nahi hai isi karan vah asanskriti kahlaye gi.  
  • 1
What are you looking for?